|
|
Add to: | kyun jindagi se ho shikava gila - 2 yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai jo bhi yeh deti hai woh hai ??? kar salaam - 4 nakhre utha isake nakhre utha - 2 haan dhoop bhi hai yeh, chhaanv bhi hai yeh jo bhi yeh deti hai, tu maan ja kar salaam - 4 kho jaana, pa jaana, na paana, hai jindagi jaane le bik jaana, loot jaana, bass jaana hai jindagi maan le ho ho ho karle yakin, jo kal gaya woh phir se aata nahin ho ho ho gujra huva jo waqt hai woh dastak lagaata nahin jo aaj hai bass wahi hai tera - 2 ha kya teri hasti hai, mitti ki basti hai pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa kar salaam - 4 kyun jindagi se ho shikava gila - 2 yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai jo bhi yeh deti hai woh hai ??? kar salaam........... 15 have viewed this page! |
No members in database. |
|||